Bewafa Shayari

Sad SMS
kabhi kehta tha mujhe ke koi duaa hoon mai
aaj wo keh gya mujhko ki bewafa hoon mai..
wo jee na paata tha lamha kabhi bagair mere
aaj kehne laga mujhko ki ek sazaa hoon mai..
yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya
lagi maashuq ke mehndi  aur aashiq rota aaya..
magar riwaaz bhi ye ulta kar diya maine
bina chaahat kisi ki maang bhar diya maine..
kiya hai jo bhi ispe khud se hi khafa hoon mai
aaj wo keh gya mujhko ki bewafa hoon mai.
.

Bewafa Shayari SMS

Kaise hai ye duniya ham samjh nahi paaye.
Bhikare hue sapne ham jod nahi paaye,
sayad honge ham hi itne Bure,
Jo kisi ke dil mai ham utar nahi paaye…


Bewafa Shayari SMS

Gum ka ehsaas unko hone na diya,
Hum roye unko rone na diya,
Ab use khush rakhna Ae khuda,
Jisne chain se hamko sone na diya…


Ye Tum Hi Thy Jis Se Hum Ko Mohabbat Ho Gayi Warna
Hum Khud Hi Gulab Hain Kisi Khushboo Ki Tamanna Nahi Karte

No comments:

Post a Comment